15 December 2010

prarthana

iaak sardaar ka beta vahe guru se prarthana kar raha tha- hey vahe guru america ki rajdhani chadigarh ko bana de.
paas khade usake papa ne usse pucha ki vo aaisa vardan kyo mang raha hai to usane kaha---
maine exam me kal vaisa hi likh aaya hoon.

28 June 2010

nahale pe dahala

mr verma mrs vma se- naye padosi aaye hain na sma ji unaki mrs sundar hain.
mrs vma- ha sundar to hain
mr vma- kal raat mere sapano me aai thi
mrs vma- akele hi aayi hongi
mr vma- han per tum aaisa kyo bol rahi ho
mrs vma- darasal kal hi mr sma mere sapane me aaye the

01 June 2010

sardar ka interview

boss- tum kahan paida hue.
sardar- sir, tiruvanantpuram me
boss- spelling bolo
sardar- sir, majak kar raha tha, goa me paida hua hu.

19 May 2010

nigahe mast ki mastiyan

kisi dardmand ke kaam aa. kisi dubate ko uchhal de. ye nigahe mast ki mastiyan kisi badnaseeb par daal de.